SONG: Mere Man Mandir Ka

Mere Man Mandir Ka

LYRICS:
ganpati bapaa moriya purdcha varsi love kariya ganpati bapaa moriya agale baras tu jaldi aa ganpati bapaa moriya agale baras tu jaldi aa mere man mandir tum bhagwan rahe mere dukh se tum kaise anjan rahe mere ghar me kitne din tum mehman rahe mere dukh se tum kaise anjan rahe ganpati bapaa moriya agale baras tu jaldi aa ganpati bapaa moriya agale baras tu jaldi aa kitni umeede band jati hai tumse jab tum aate ho ab ke baras dekhe kya dete ho aur kya le jate ho kitni umeede band jati hai tumse jab tum aate ho ab ke baras dekhe kya dete ho aur kya le jate ho ganpati bapaa moriya agale baras tu jaldi aa ganpati bapaa moriya agale baras tu jaldi aa apne sab bhagto ka tumko dhyan rahe mere dukh se tum kaise anjan rahe mere man mandir tum bhagwan rahe mere dukh se tum kaise anjan rahe ganpati bapaa moriya agale baras tu jaldi aa ganpati bapaa moriya agale baras tu jaldi aa aana jaana jeevan hai jo aaya kaise jaye na khilne se pehle hi lakin phul koi murjhaye na aana jaana jeevan hai jo aaya kaise jaye na khilne se pehle hi lakin phul koi murjhaye na ganpati bapaa moriya agale baras tu jaldi aa ganpati bapaa moriya agale baras tu jaldi aa ayaae anyaae ki kuch pehchan rahe mere dukh se tum kaise anjan rahe mere man mandir me tum bhagwan rahe mere dukh se tum kaise anjan rahe ganpati bapaa moriya agale baras tu jaldi aa ganpati bapaa moriya agale baras tu jaldi aa ho ho aushuwn ka katra sagar se bhi ghera isme dub na jau mai tumhari jay jay gaau mai varna ab jab tum aaoge tum mujhko na paoge tumko kitna dukh hoga ganpati bapaa moriya agale baras tu jaldi aa ganpati bapaa moriya agale baras tu jaldi aa apni jan ke badle mai apni jan arpn karta hun aakhri darshan karta hun ab me vishrjan karta hun