SONG: Mere Man Ke Gagan Me Aaj Chhitki Chandni - मेरे मन के गगन में आज चिटकी चाँदनी

Mere Man Ke Gagan Me Aaj Chhitki Chandni - मेरे मन के गगन में आज चिटकी चाँदनी

LYRICS:
mere man ke gagan me aaj chhitki chandani mere man ke gagan me aaj chhitki chandani taro ki har jhankar suhani aaj sunaye ho meri kahani baje harsu mere tarane gunje harsu meri hasi meri hasi mere man ke gagan me aaj chhitki chandani mere man ke gagan me aaj chhitki chandani aaj khushi me nache sitare nache sitare aaj khushi me nache sitare nache sitare charno me hai sangeet ke dhare charno me hai sangeet ke dhare rangin hai aaj rangin jamana rangin hai aaj rangin jamana karwat badalti hai dunia meri mere man ke gagan me aaj chhitki chandani mere man ke gagan me aaj chhitki chandani naino se nain ha unke naino se nain wo milaye re ek choti si dunia ek choti si dunia basa layi re ek choti si dunia basa layi re hoga koi mera mai kisi ki ho gayi mere man ke gagan me aaj chhitki chandani mere man ke gagan me aaj chhitki chandani