SONG: Mere Man Ke Aangan Me Aana - मेरे मन के आंगन में आना

Mere Man Ke Aangan Me Aana - मेरे मन के आंगन में आना

LYRICS:
mere man ke aangan me aana man ke aangan me aana sakhi ri madhur madhur muskurana muskurana mere man ke aangan me aana main hu parit ke jag ka basi meri aankhiya parit ki pyasi main hu parit ke jag ka basi meri aankhiya parit ki pyasi inki pyas bujhana madhur muskurana sakhi ri man ke aagan me aana man ke aagan me aana sakhi ri madhur madhur muskurana muskurana man ke aagan me aana mere parano ki ho tum hi aasha mere gito ki ho tum hi bhasha mere parano ki ho tum hi aasha mere gito ki ho tum hi bhasha chupke chupke ras barsana madhur muskana sakhi ri man ke aagan me aana man ke aagan me aana sakhi ri madhur madhur muskurana muskurana man ke aagan me aana tumko suro me bhar ke main gaunga tumko suro me bhar ke main gaunga taro ko bhi sang sang main nach nachaunga nach nachaunga taro ko bhi sang sang main nach nachaunga nach nachaunga parit ki bin bajana madhur muskana sakhi ri man ke aagan me aana man ke aagan me aana sakhi ri madhur madhur muskana muskurana man ke aagan me aana