SONG: Mere Malik Meri Kismat Ko Jabb Tune - मेरे मालिक मेरी क़िस्मत को जब तूने

Mere Malik Meri Kismat Ko Jabb Tune - मेरे मालिक मेरी क़िस्मत को जब तूने

LYRICS:
mere malik meri kismat ko jab tune likha hoga mere malik kabhi tu hans diya hoga kabhi tu ro diya o mere malik ghamo se aansuo se dard se aaho se nalo se ghamo se aansuo se dard se aaho se nalo se aaho se naalo se banakar dil mere sine ke ander rakh diya hoga mere malik meri kismat ko jab tune likha hoga mere malik teri duniya ki janib jab kadam mere uthe honge teri duniya ki janib jab kadam mere uthe honge kadam mere uthe honge na hansne paau main duniya se tune kha diya hoga o mere malik meri kismat ko jab tune likha hoga mere malik khushi koi na jab tere khazane me bachi hogi khushi koi na jab tere khazane me bachi hogi bhigokar aansuo me pyar mujhko de diya hoga o mere malik meri kismat ko jab tune likha hoga o mere malik