SONG: Mere Malik Mere Daata, Ae Mere Parwardigar - मेरे मालिक मेरे दाता, ऐ मेरे परवरदिगार

Mere Malik Mere Daata, Ae Mere Parwardigar - मेरे मालिक मेरे दाता, ऐ मेरे परवरदिगार

LYRICS:
jra nigahe karam aye khuda idhar karde khataye humse hui hai tu dar gujar kar de mere malik mere data, aye mere parwardigar mere malik mere data, aye mere parwardigar kali kamli wale ke sadke, meri sunle pukar mere malik mere data, aye mere parwardigar kali kamli wale ke sadke, meri sunle pukar mere malik mere data, aye mere parwaridgar apne bando ko bachaya tune har tufan me ruh ki kashti kinare pe laga di aan me husn yusuf ko diya, aawaz di dayud ko tune di jhuthi khudai ki saja namrud ko tune ibrahim ko kab, aag me jalne diya thi jaha par aag ek gulshan waha par paida kiya rahmato ka teri humse ho nahi sakta sumar mere malik mere data, aye mere parwaridgar mere malik mere data, aye mere parwaridgar neel ne musa ko apne,peeth se rasta diya magar usi dariya ne, phir unka lashkar kiya ek kuwari maa ke bete ko masiha kar diya jisne tere hukm se, murdo ko zinda kar diya maajra dushman abhi ka, dekh kar ghabra gaya jab aba dilo ka lashkar, hathiyo par cha gaya teri lathi me nahi awaaz, parkari hai waqt mere malik mere data, aye mere parwaridgar mere malik mere data, aye mere parwaridgar tera rutba sabse uncha, sabse aala tera nam allah hu akbar allah hu akbar tera rutba sabse uncha, sabse aala tera nam aadmi ho ya farishte, sab hai tere hi gulam mangte hai hum mohammad mustufa ke naam par sher hak maula ali mushkil, kusha ke nam par jis tarah yakub ki aankho ko di thi roshni aaj ek lachar ki phir dur kar de bebasi apni kudrat ka tamasha, phir dikha de ek bar phir dikha de ek bar, phir dikha de ek bar