SONG: Mere Mahabub Naa Ja - मेरे महबूब ना जा

Mere Mahabub Naa Ja - मेरे महबूब ना जा

LYRICS:
mere mehbub na ja, na ja, na ja mere mehbub na ja, aaj ki raat na ja hone wali hai sahar, thodi der aur thehar mere mehbub na ja, aaj ki raat na ja hone wali hai sahar, thodi der aur thahar mere mehbub na ja dekh kitna hasin mausam hai har taraf ek ajib aalam hai jare iss tarah aaj nikhare hain jaise taare jamin pe bikhare hain jaise taare jamin pe bikhare hain mere mehbub na ja, aaj ki raat na ja aa aa maine kaate hain intjaar ke din tab kahi aaye hain bahaar ke din yu na ja dil ki shama gul kar ke abhi dekha nahi hai jee bhar ke abhi dekha nahi hai jee bhar ke mere mehbub na ja jabse julfo ki chhanv payi hai bekarari ko nind aayi hai iss qayamat ko yuhi sone de raat dhalne de subah hone de raat dhalne de subah hone de mere mehbub na ja, aaj ki raat na ja mere mehbub na ja, aaj ki raat na ja iss tarah pher kar najar mujhse dur jayega tu agar mujhse chandni se bhi aag barsegi shama bhi roshni ko tarsegi shama bhi roshni ko tarsegi mere mehbub na ja, aaj ki raat na ja mere mehbub na ja, aaj ki raat na ja dhadkano me yahi tarane hain tere rukane ke sau bahane hain mere dil ki zara sada sun le pyasi najaro ki iltaza sun le pyasi najaro ki iltaza sun le mere mehbub na ja, aaj ki raat na ja hone wali hai sahar, thodi der aur thahar mere mehbub na ja, aaj ki raat na ja hone wali hai sahar, thodi der aur thahar mere mehbub na ja