SONG: Mere Lalla Ko Sulayegi Nindiya (By Talat) - बता दो तुम कहाँ हो

Mere Lalla Ko Sulayegi Nindiya (By Talat) - बता दो तुम कहाँ हो

LYRICS:
bata do tum kaha ho wahi se ab awaz de do jaha ho bhala jindagi bhi koi jindagi hai ke dil ho jaha dil ka malik waha ho mere lalla ko sulayegi nindiya ankhiyo me ghul mil jaayegi nindiya ankhiyo me ghul mil jaayegi nindiya dhundhega bachpan mamta ki chaya dhundhega bachpan mamta ki chaya lau kaha se jo kuch gawaya lau kaha se jo kuch gawaya ruthe hue ko manayegi nindiya ankhiyo me ghul mil jaayegi nindiya ankhiyo me ghul mil jaayegi nindiya bhagwan anokhe sapne dikhaye bhagwan anokhe sapne dikhaye phulo me bhi tune kaante chupaye kaante chupaye kaanto pe kaise aayegi nindiya ankhiyo me ghul mil jaayegi nindiya ankhiyo me ghul mil jaayegi nindiya aankho me jiske aasu samaye aankho me jiske aasu samaye jiwan bhar usko nind na aaye jiwan bhar usko nind na aaye aao ji tumko aayegi nindiya ankhiyo me ghul mil jaayegi nindiya ankhiyo me ghul mil jaayegi nindiya ankhiyo me ghul mil jaayegi nindiya