SONG: Mere Jivan Me Kiran Banake Bikharanewaale - मेरे जीवन मे किरण बन के बिखरने वाले

Mere Jivan Me Kiran Banake Bikharanewaale - मेरे जीवन मे किरण बन के बिखरने वाले

LYRICS:
aa aa aa aa, aa aa aa aa aa aa aa, aa aa aa aa mere jivan me kiran ban ke bikharnewaale bolo tum kaun ho, bolo tum kaun ho aankho aankho se mann me utarnewaale bolo tum kaun ho, bolo tum kaun ho kya kisi dev ke bheje huye vardaan ho tum kya kisi dev ke bheje huye vardaan ho tum kya mere pichhle janam ki koi pahchaan ho tum dhundhta tha jise dil kya wohi mahmaan ho tum dhundhta tha jise dil kya wohi mahmaan ho tum apni muskaan se paagal mujhe karnewaali bolo tum kaun ho, bolo tum kaun ho mere jivan me kiran ban ke bikharnewaale bolo tum kaun ho, bolo tum kaun ho is tarah aaj kyon lalcha rahe ho tum mujhko is tarah aaj kyon lalcha rahe ho tum mujhko kidhar udake liye jaa rahe ho tum mujhko baat woh kya hai jo samjha rahe ho tum mujhko baat woh kya hai jo samjha rahe ho tum mujhko chhupke chhupke mere duniya ko badalne waale bolo tum kaun ho, bolo tum kaun ho mere jivan me kiran ban ke bikharnewaale bolo tum kaun ho, bolo tum kaun ho aa aa aa aa