SONG: Mere Jhoomke Ka Laga Aisa Jhatka - मेरे झुमके का लगा ऐसा झटका

Mere Jhoomke Ka Laga Aisa Jhatka - मेरे झुमके का लगा ऐसा झटका

LYRICS:
mere jhumke ka ha mere jhumke ka laga aisa jhatka daiya re aisa jhatka balam culcutta pahunch gaye na mere jhumke ka laga aisa jhatka daiya re aisa jhatka balam culcutta pahunch gaye na lapak jhapak me kya hua pata nahi re pata nahi lapak jhapak me kya hua pata nahi re mere jhumke ka ha mere jhumke ka laga aisa jhatka daiya re aisa jhatka balam culcutta pahunch gaye na us din puchhu nahi chaplat kaisi bhai saiya ne baiya dhari main bhi machal gayi ho us din puchhu nahi chaplat kaisi bhai saiya ne baiya dhari main bhi machal gayi haye re phir unko sataya itta itta tarsaya itta itta balam culcutta pahunch gaye na mere jhumke ka laga aisa jhatka daiya re aisa jhatka balam culcutta pahunch gaye na phir aisa bhi hua main thi dware khadi kisi ek chhailwa ki mujh pe najar padi ho phir aisa bhi hua main thi dware khadi kisi ek chhailwa ki mujh pe najar padi daiya, gale main bhi padi thi albatta ha ha ji albatta balam culcutta pahunch gaye na lapak jhapak me kya hua pata nahi re pata nahi lapak jhapak me kya hua pata nahi re mere jhumke ka ha mere jhumke ka laga aisa jhatka daiya re aisa jhatka balam culcutta pahunch gaye na