SONG: Mere Jaise Ban Jaoge Jab Ishq Tumhe Ho Jayega - मेरे जैसे बन जाओगे जब इश्क तुमहे हो जायेगा

Mere Jaise Ban Jaoge Jab Ishq Tumhe Ho Jayega - मेरे जैसे बन जाओगे जब इश्क तुमहे हो जायेगा

LYRICS:
mere jaise ban jaoge mere jaise ban jaoge jab ishq tumhe ho jayega mere jaise ban jaoge jab ishq tumhe ho jayega diwaro se takraaoge jab ishq tumhe ho jayega diwaro se takraaoge jab ishq tumhe ho jayega mere jaise ban jaoge jab ishq tumhe ho jayega har baat gawaara kar loge mannat bhi utara kar loge har baat gawaara kar loge mannat bhi utara kar loge tabije bhi bandhwaaoge jab ishq tumhe ho jayega tabije bhi bandhwaaoge jab ishq tumhe ho jayega tanhayee ke jhule jhuloge har baat puraani bhuloge tanhayee ke jhule jhuloge har baat puraani bhuloge aayine se ghabraoge jab ishq tumhe ho jayega mere jaise ban jaoge jab ishq tumhe ho jayega jab suraj bhi kho jayega aur chaand kahin so jayega jab suraj bhi kho jayega aur chaand kahin so jayega tum bhi ghar der se aaoge jab ishq tumhe ho jayega tum bhi ghar der se aaoge jab ishq tumhe ho jayega bechaini jab badh jayegi aur yaad kisi ki ayegi bechaini jab badh jayegi aur yaad kisi ki ayegi tum meri ghazale gaoge jab ishq tumhe ho jayega mere jaise ban jaoge jab ishq tumhe ho jayega