SONG: Mere Humrahi Mere Pyaar - मेरे हमराही मेरे प्यार

Mere Humrahi Mere Pyaar - मेरे हमराही मेरे प्यार

LYRICS:
mere humraahi mere pyaar roti hai tum bin ye bahaar abb toh aa jaao sanam rahi main kabse tumako pukaar haatho mein leke piya haath aise na chhodo mera saath haatho mein leke piya haath aise na chhodo mera saath mere humraahi mere pyaar roti hai tum bin ye bahaar jo sang aa sake na aaja kadam mila sake na tum yeh toh bura huwa ji aayi nahi abhi manjil bachaate ho abhi se dil tumako yeh kya huwa ji kya pyaar tera yahi tha sanam haay allaah ikraar tera yahi tha sanam kya pyaar tera yahi tha sanam haay allaah ikraar tera yahi tha sanam la la la mere humraahi mere pyaar roti hai tum bin ye bahaar jaane jahaan juda hoke chale kahaan khafa hoke saiyaan hansi hansi mein kaahe ko dil jalaate ho kaahe ko muh fulaate ho jaraasi dillagi mein jaane na dungi tumhaari kasam haay allaah jaan de dungi tumhaari kasam jaane na dungi tumhaari kasam haay allaah jaan de dungi tumhaari kasam la la la mere humraahi mere pyaar roti hai tum bin yeh bahaar ab to aa jaao sanam rahi main kabse tumako pukaar haatho mein leke piya haath aise na chhodo mera saath haatho mein leke piya haath aise na chhodo mera saath