SONG: Mere Gunaah Maaf Kar Mera Zamir Saaf Kar - मेरे गुनाह माफ कर मेरा जमीर साफ़ कर

Mere Gunaah Maaf Kar Mera Zamir Saaf Kar - मेरे गुनाह माफ कर मेरा जमीर साफ़ कर

LYRICS:
mere gunah maaf kar mera zamir saaf kar mere gunah maaf kar mera zamir saaf kar mere yasu mere khuda o mere parmatma dekhe jo husan ye jindagi aisi mujhe nigah de aaya hu saramsar mai ab to mujhe panah de ab to mujhe panah de mere gunah maaf kar mera zamir saaf kar mere yasu mere khuda o mere parmatma koi bhi imtehaan le kaise bhi mujhko ajma apne karam se ab magar apna hi rasta dikha apna hi rasta dikha mere gunah maaf kar mera zamir saaf kar mere yasu mere khuda o mere parmatma oro ke waste jiu apne liye to ji chuka khune jigar bhi ab piu khusio ke jaam pi chuka khusion ke jaam pi chuka mere gunah maaf kar mera zamir saaf kar mere yasu mere khuda o mere parmatma o mere parmatma, o mere parmatma