SONG: Mere Gore Gaalo Ka, Reshmi Balo Ka, Rang Fihka Pad Gaya - मेरे गोरे गालो का, रेशमी बालो का, रंग फीका पड़ गया

Mere Gore Gaalo Ka, Reshmi Balo Ka, Rang Fihka Pad Gaya - मेरे गोरे गालो का, रेशमी बालो का, रंग फीका पड़ गया

LYRICS:
mere gore gaalo ka reshami balo ka rang fika pad gaya ve tere ishqe da rang chad gaya ho o mere gore gaalo ka mere gore gaalo ka reshami balo ka rang fika pad gaya ve tere ishqe da rang chad gaya ho o mere gore gaalo ka dekha tere naino ke darpan me chehra to khud ko nahi pahchani haye, aa gayi mujhpe jawani dekha tere naino ke darpan me chehra to khud ko nahi pahchani haye, aa gayi mujhpe jawani dekhe balam mai kitna badal gayi sharam ke mare meri jaan nikal gayi mere gore gaalo ka reshami balo ka rang fika pad gaya ve tere ishqe da rang chad gaya ho o mere gore gaalo ka pardesi gajre ki kaliyo se aati hai desh ke phulo ki khusbhu haye haye aisa kiya tune jaadu pardesi gajre ki kaliyo se aati hai desh ke phulo ki khusbhu haye haye aisa kiya tune jaadu kaha se kaha mai chali gayi bato bato me ye sab hua do mulakato me mere gore gaalo ka reshami balo ka rang fika pad gaya ve tere ishqe da rang chad gaya ho o mere gore gaalo ka