SONG: Mere Gesuon Se Chankar, Bikhra Jo Husn Mera - मेरे गेसूओ से छनकर, बिखरा जो हुस्न मेरा

Mere Gesuon Se Chankar, Bikhra Jo Husn Mera - मेरे गेसूओ से छनकर, बिखरा जो हुस्न मेरा

LYRICS:
mere gesuo se chankar bikhra jo husn mera kahi ho gaya ujala kahi cha gaya andhera mere gesuo se chankar bikhra jo husn mera kahi ho gaya ujala kahi cha gaya andhera mere gesuo se chhankar sadiyo ke raz aakar hotho par tham gaye hai sadiyo ke raz aakar hotho par tham gaye hai jajbat ajnabi se dil me saham gaye hai kuch aisi uljhano ne dil ko hai aaj ghera kahi ho gaya ujala kahi cha gaya andhera mere gesuo se chhankar hai ye intzar kiska hai ye kaisi bekarari hai ye intzar kiska hai ye kaisi bekarari aanhko me aaj shyad gujregi rat sari luta karar jisne wo kaun hai lutera kahi ho gaya ujala kahi cha gaya andhera mere gesuo se chankar bikhra jo husn mera kahi ho gaya ujala kahi cha gaya andhera mere gesuo se chhankar