SONG: Mere Dil Me Hai Ek Baat, Kah Do To Bhala Kya Hai - मेरे दिल में है एक बात कह दो तो भला क्या है

Mere Dil Me Hai Ek Baat, Kah Do To Bhala Kya Hai - मेरे दिल में है एक बात कह दो तो भला क्या है

LYRICS:
mere dil me hai ik bat kah do to bhala kya hai mere dil me hai ik bat kah do to bhala kya hai ghadi me ye, ghadi me wo har rang ki har ada hai tere dil me hai kya bat kaise batau kya hai mere dil me hai ik bat kah do to bhala kya hai lagti mujhe duniya hasi jab pas hote ho lagta nahi hai dil kahi jab dur hote ho lagti mujhe duniya hasi jab pas hote ho lagta nahi hai dil kahi jab dur hote ho hai raj kya isme kaho, aakhir ye bat kya hai mere dil me hai ik bat kah do to bhala kya hai tere dil me hai kya bat kaise batau kya hai jaisa kaha tum ne mujhe waisa hi hota hai kahte hai jisko pyar wo aisa hi hota hai jaisa kaha tum ne mujhe waisa hi hota hai kahte hai jisko pyar wo aisa hi hota hai le pyar ki dunia nayi, koi dil me aa basa hai mere dil me hai ik bat kah do to bhala kya hai mere dil me hai ik bat kah do to bhala kya hai ghadi me ye, ghadi me wo har rang ki har ada hai tere dil me hai kya bat kaise batau kya hai mere dil me hai ik bat kah do to bhala kya hai