SONG: Mere Dil Me Aayiye Meri Najar Me Aayiye - मेरे दिल में आइये मेरी नज़र में आइये

Mere Dil Me Aayiye Meri Najar Me Aayiye - मेरे दिल में आइये मेरी नज़र में आइये

LYRICS:
mere dil me aayiye meri najar me aayiye mere dil me aayiye meri najar me aayiye dono ghar hai aapke dono ghar hai aapke chahe jaha bas jayiye mere dil me aayiye meri najar me aayiye mere dil se kheliye marji agar hai aapki mere dil se kheliye marji agar hai aapki aayiye ke meri duniya muntjir hai aapki aapko meri kasam ab or na sharmayiye dono ghar hai aapke dono ghar hai aapke chahe jaha bas jayiye mere dil me aayiye meri najar me aayiye maar dalegi hume ye berukhi achhi nahi ye berukhi aapke sar ki kasam ye dillagi achhi nahi, ye dillagi bin kahe aa jayiye ab or na tadpayiye mere dil me aayiye meri najar me aayiye kya khabar hai ye haseen rate rahe ya na rahe madbhri aankho ki barsate rate rahe ya na rahe muskurate aayiye or muskurate jayiye dono ghar hai aapke dono ghar hai aapke chahe jaha bas jayiye mere dil me aayiye meri najar me aayiye