SONG: Mere Dil Ko Jiski Talash Thi Maine Vo Sitamghar Pa Liya - मेरे दिल को जिसकी तलाश थी मैंने वो सितमगर पा लिया

Mere Dil Ko Jiski Talash Thi Maine Vo Sitamghar Pa Liya - मेरे दिल को जिसकी तलाश थी मैंने वो सितमगर पा लिया

LYRICS:
mere dil ko jiski talash thi maine vo sitamgar pa liya mere dil ko jiski talash thi maine vo sitamgar pa liya meri har ada pe jo jaan de maine vo sitamagar pa liya meri har ada pe jo jaan de mere dil ke pahle varak pe hai tera nam kabse likha hua mere dil ke pahle varak pe hai tera nam kabse likha hua mujhe is tarah na bana sanam ye sabak hai mera padha hua ye sabak hai mera padha hua jise do jaha mei na pa saka use dil ke andar pa liya jise do jaha mei na pa saka use dil ke andar pa liya meri har ada pe jo jaan de maine vo sitamagar pa liya mere dil ko jiski talash thi tere naj kyu na uthau mai mere har marj ki dawa hai tu tere naj kyu na uthau mai mere har marj ki dawa hai tu mujhe ab to hai yahi dekhna mai bani hu ya ke bana hai tu mai bani hu ya ke bana hai tu mere hausle ki to daag de tujhe tera bankar pa liya mere hausle ki to daag de tujhe tera bankar pa liya meri har ada pe jo jaan de maine vo sitamagar pa liya mere dil ko jiski talash thi maine vo sitamgar pa liya mere dil ko jiski talash thi