SONG: Mere Dil Ki Tarah Hai Sitar - मेरे दिल की तरह है सितार तार तार

Mere Dil Ki Tarah Hai Sitar - मेरे दिल की तरह है सितार तार तार

LYRICS:
mere dil ki tarah hai sitar taar taar mere dil ki tarah hai sitar taar taar koi shola nahi meri aag me koi nagma nahi mere raag me yahi mujhse sunoge pukar baar baar baar mere dil ki tarah hai sitar taar taar mere dil ki tarah hai sitar taar taar mera kanto ka haar mujhe yaad hai mera kanto ka haar mujhe yaad hai meri phali bahar mujhe yaad hai meri phali bahar mujhe yaad hai iss mann me naa aaye bahar baar baar baar mere dil ki tarah hai sitar taar taar mere dil ki tarah hai sitar taar taar mujhe nagme sunake satao na mujhe nagme sunake satao na yaad bite dino ki dilaao na yaad bite dino ki dilaao na na karo tum kisi ko ishk baar baar baar mere dil ki tarah hai sitar taar taar mere dil ki tarah hai sitar taar taar