SONG: Mere Dil Ki Payal - कुछ ऐसा छेड़ उमंगों का राग आज की रात

Mere Dil Ki Payal - कुछ ऐसा छेड़ उमंगों का राग आज की रात

LYRICS:
kuch aisa chhed umango ka raag aaj ki raat jo ye khawab jawani jage aaj ki raat zamana jisko mohbbat ki aag kahte hai dilo jigar me laga de wo aag aaj ki raat tujhe dekh ke machal gaya aaj mera man mere dil ki payal baaje saiya chhan chhan chhan mere dil ki payal baaje saiya chhan chhan chhan tujhe dekh ke machal gaya aaj mera man mere dil ki payal baaje saiya chhan chhan chhan mere dil ki payal baaje saiya chhan chhan chhan wo muskaraye inayat isi ko keh te hai najar churaye sharat isi ko kehte hai ye methi aankh micholi ye dillagi ye ada aji hujur mohbbat isi ko kehte kehte hai tujhe dekh ke machal gaya aaj mera man mere dil ki payal baaje saiya chhan chhan chhan mere dil ki payal baaje saiya chhan chhan chhan tu hai salim mera mai teri aanarkali kubul kar meri ulfat ki fulbahar kali o taajdar mere ishq ki bahar hai tu khila de aaj mere dil ki bekarar kali tujhe dekh ke machal gaya aaj mera man mere dil ki payal baaje saiya chhan chhan chhan mere dil ki payal baaje saiya chhan chhan chhan