SONG: Mere Dil Ki Nagariya Me Aaya Hai Chor

Mere Dil Ki Nagariya Me Aaya Hai Chor

LYRICS:
mere dil ki nagariya mein aana na aa ke jana balam pardesiya dil tadpaye mohe chain na aaye mohe ek jhalak dikhalana dikhalana mere dil ki nagariya mein aana na aa ke jana balam pardesiya dil tadpaye mohe chain na aaye mohe ek jhalak dikhalana, dikhalana rut milane ki aai suhani aa jao to badi maharbani gup chup gup chup duniya se chhup chhup main to aa gai kar ke bahana mere dil ki nagariya mein aana na aa ke jana balam pardesiya dil tadpaye mohe chain na aaye mohe ek jhalak dikhalana, dikhalana jis din se hui mai tumahari mithi mithi si mujhe beqarari pyari payari si hai peed jiya dhare nahi dheer zara aa ke ise samajhana mere dil ki nagariya mein aana na aa ke jana balam pardesiya dil tadpaye mohe chain na aaye mohe ek jhalak dikhalana, dikhalana dekho dekho ji hame na satao aana hai to ab aa jao hame bada intzar, dil bada beqarar tumhe hamari kasam zara aana mere dil ki nagariya mein aana na aa ke jana balam pardesiya dil tadpaye mohe chain na aaye mohe ek jhalak dikhalana, dikhalana mere dil ki nagariya mein aana na aa ke jana balam pardesiya dil tadpaye mohe chain na aaye mohe ek jhalak dikhalana, dikhalana.