SONG: Mere Dil Ki Lagi Tujhko Bhi Lag Jaye - मेरे दिल की लगी तुझको भी लग जाये

Mere Dil Ki Lagi Tujhko Bhi Lag Jaye - मेरे दिल की लगी तुझको भी लग जाये

LYRICS:
mere dil ki lagi tujhko bhi lag jaaye mere dil ki lagi tujhko bhi lag jaaye tune mujhko sataya tune mujhko sataya koi tujhko sataye koi tujhko sataye mere dil ki lagi tujhko bhi lag jaaye kya sitam hai bharu main to dam tera kya sitam hai bharu main to dam tera haal bhi tu na puchhe kabhi mera aa aa aa mere dil ki bedardi haaye ae ae mere dil ki bedardi pade tujh pe haye ae pade tujh pe haye mere dil ki lagi tujhko bhi lag jaaye ki daga bewafa tune mil mil ke ho gaye haaye tukde mere dil ke ki daga bewafa tune mil mil ke ho gaye haaye tukde mere dil ke mere dil ke mere dil ke maine dil ko laga ke haaye maine dil ko laga ke bade dukh paaye ae ae bade dukh paaye mere dil ki lagi tujhko bhi lag jaaye do ghadi pyaar kar le o nadaan do ghadi pyaar kar le o nadaan ye bahaare ye mausam ye rut phir kahaan bemurawat jawaani bemurawat jawaani palat kar na aaye haaye palat kar na aaye mere dil ki lagi tujhko bhi lag jaaye mere dil ki lagi tujhko bhi lag jaaye