SONG: Mere Dil Ki Duniya Ujad Gayi - मेरे दिल की दुनिया उजड़ गई

Mere Dil Ki Duniya Ujad Gayi - मेरे दिल की दुनिया उजड़ गई

LYRICS:
mere dil ki duniya ujad gayi mere dil ki duniya ujad gayi main kru to kisse gila karu naa wahi mere naa jahan mera kaha jaau haye main kya karu mere dil ki duniya ujad gayi hai zamaana mujhse khafa khafa hai zamaana mujhse khafa khafa kahi julm hai to kahi daga kahi julm hai to kahi daga naa yaha hai aisi koi jagaah jaha khud se ro hi liya karu naa wahi mere naa jahan mera kaha jaau haye main kya karu mere dil ki duniya ujad gayi parbhu mujh garib ki jaan par ye jahaan or ye musibate parbhu mujh garib ki jaan par ye jahaan or ye musibate ye balaye or ye aafte kaho main karu to kya karu naa wahi mere naa jahan mera kaha jaau haye main kya karu mere dil ki duniya ujad gayi