SONG: Mere Dil Ki Dhadkano Me - मेरे दिल की धड़कनों में

Mere Dil Ki Dhadkano Me - मेरे दिल की धड़कनों में

LYRICS:
khuli aankh dil ne puchha, khuli aankh dil ne puchha kya ye khwaab tha khudaya mere dil ki dhadakano me koi pyar banke aaya use pahli baar dekha dil bekarar dekha ho ho use pahli baar dekha dil bekarar dekha mai jo chaandni ka chaand samjhu ya mai aaftaab samjhu ho o ho o mai jo chaandni ka chaand samjhu ya mai aaftaab samjhu is pyar ke jaha me kyu na laajawab samjhu koi puchhe kis ada pe dil humne hai lutaya khuli aankh dil ne puchha, khuli aankh dil ne puchha kya ye khwaab tha khudaya mere dil ki dhadakano me koi pyar banke aaya wo saamne to aaye hum ek jhalak to dekhe wo saamne to aaye hum ek jhalak to dekhe hoti hai bijaliyon me kaisi chamak to dekhe ye kaun sa nasha hai jo aaj humpe chhaya khuli aankh dil ne puchha, khuli aankh dil ne puchha kya ye khwaab tha khudaya mere dil ki dhadakano me koi pyar banke aaya