SONG: Mere Dil Ki Dhadkan Me Ye Kaun Sama Gaya - हो मेरे दिल की धड़कन में ये कौन समाँ गया

Mere Dil Ki Dhadkan Me Ye Kaun Sama Gaya - हो मेरे दिल की धड़कन में ये कौन समाँ गया

LYRICS:
ho mere dil ki dhadkan me ye kon sama gaya pucha dil se to dil ne kaha hai ye tera piya tera piya ho mere dil ki dhadkan me ye kon sama gaya pucha dil se to dil ne kaha hai ye tera piya tera piya ho mere dil ki koi pyar ki mitthi boli se koi pyar ki mitthi boli se sapno me aankh-micholi se sapno me aankh-micholi se sapno me aankh-micholi se tadpa hi gaya bharma hi gaya haay mere jiya, mere jiya ho mere dil ki kya jaadu tha us chitvan me ek aag laga di tan man me ek aag laga di tan man me dil dol utha man bol utha hai mera piya, mera piya ho mere dil ki dhadkan me ye kon sama gaya pucha dil se to dil ne kaha hai ye tera piya tera piya ho mere dil ki