SONG: Mere Dil Kee Dhadakan Kya Bole - मेरे दिल की धड़कन क्या बोले क्या बोले

Mere Dil Kee Dhadakan Kya Bole - मेरे दिल की धड़कन क्या बोले क्या बोले

LYRICS:
mere dil ki dhadkan kya bole kya bole mai janu aur tu janey mere dil ki dhadkan kya bole kya bole mai janu aur tu janey chali gayi rat madbhari hawao ke dole pe hoke sawar de gayi chand ki pari nigaho ko sapno kaa pagal khumar hame kis ne diye ye najrane kaun janey mai janu aur tu janey mahki thi rat ki rani khile the gagan me chameli ke phul puchha maine kan me tumse muhabbat hai kaisi mazedar bhul mai sun ke lagi kyo sharamane kaun janey mai janu aur tu janey mere dil ki dhadkan kya bole kya bole mai janu aur tu janey