SONG: Mere Dil Ke Tadapne Ka Tamasha Dekhne Wale - मेरे दिल के तड़पने का तमाशा देखने वाले

Mere Dil Ke Tadapne Ka Tamasha Dekhne Wale - मेरे दिल के तड़पने का तमाशा देखने वाले

LYRICS:
mere dil ke tadapne ka tamasha dekhne wale mere dil ke tadapne ka tamasha dekhne wale tujhe kya mil gaya oye tujhe kya mil gaya mera tadapna dekhne wale mere dil ke tadapne ka tamasha dekhne wale meri barbadiyo se meri barbadiyo se muskurale jitna ji chahe meri khushiyo ki basti ka ujadna dekhne wale hazaaro hasrate lekar hazaaro hasrate lekar teri mehfil se jate hain teri mehfil se jate hain sahara deke dil ko besahara dekhne wale mere dil ke tadapne ka tamasha dekhne wale