SONG: Mere Dard E Dil Ki Duniya - मेरे दर्द-ए-दिल की दुनिया में दवा कोई नहीं

Mere Dard E Dil Ki Duniya - मेरे दर्द-ए-दिल की दुनिया में दवा कोई नहीं

LYRICS:
mere dard-e-dil ki duniya mein dawa koi nahi mere dard-e-dil ki duniya mein dawa koi nahi main wo bekash hu jiska aasra koi nahi sari duniya chhod kar maine diya tha dil tujhe sari duniya chhod kar maine diya tha dil tujhe bewafa iske siwa meri khata koi nahi main wo bekash hu jiska aasra koi nahi tu jo mere pas tha to sab jamana tha mera tu jo mere pas tha to sab jamana tha mera ab jamane mein mera tere siwa koi nahi main wo bekash hu jiska aasra koi nahi sari duniya chhod kar maine diya tha dil tujhe sari duniya chhod kar maine diya tha dil tujhe bewafa iske siwa meri khata koi nahi main wo bekash hu jiska aasra koi nahi mere dard-e-dil ki duniya mein dawa koi nahi main wo bekash hu jiska aasra koi nahi