SONG: Mere College Ke Woh Din Kitne Suhane The - मेरे कॉलेज के वो दिन कितने सुहाने थे

Mere College Ke Woh Din Kitne Suhane The - मेरे कॉलेज के वो दिन कितने सुहाने थे

LYRICS:
mere college ke wo din kitne suhane the koi mere apne, koi anjane the mere college ke wo din kitne suhane the koi mere apne, koi anjane the mere college ke wo din mere college ke wo din machalati adao ke, dil me tarane the ladkiyo ke pichhe, ham sab diwane the machalati adao ke, dil me tarane the ladkiyo ke pichhe, ham sab diwane the wo rangin har din, har pal suhane the wo rangin har din, har pal suhane the wahi mera sapne, wahi afsane the mere college ke wo din mere college ke wo din sapno ki duniya ke, sabhi shehjade the hakikat ki duniya se, ham sab anjane the sapno ki duniya ke, sabhi shehjade the hakikat ki duniya se, ham sab anjane the pine pilane ke, taiyar bahane the pine pilane ke, taiyar bahane the wahi paimane, wahi maikhane the mere college ke wo din mere college ke wo din mere college me phir ik din aisa huwa jise maine chaaha tha wo mil gaya wo mil gaya, wo mil gaya wo mil gaya mere college ke wo din