SONG: Mere Birah Ki Rain - मेरे बिरह की रेन थी एक तो बड़ी

Mere Birah Ki Rain - मेरे बिरह की रेन थी एक तो बड़ी

LYRICS:
mere birah ki rain thi ek to badi duje badhati gayi aur badhati gayi mere birah ki rain thi ek to badi us rang ki syahi se kali ghata kali rat chadhati chadharti mere birah ki rain thi ek to badi jao viyog ki lambi kahani meri kabhi ans main likh na saki kabhi likhati gayi kabhi padhati gayi fir likh likh kar padhati gayi mere birah ki rain thi ek to badi