SONG: Mere Bechain Dil Ko Chain Tune Diya - मेरे बेचैन दिल को चैन तूने दिया

Mere Bechain Dil Ko Chain Tune Diya - मेरे बेचैन दिल को चैन तूने दिया

LYRICS:
o mere bechain dil ko chain tune diya mere bechain dil ko chain tune diya shukriya shukriya, o shukriya shukriya o tera ehsaan jo pyaar tune kiya tera ehsaan jo pyaar tune kiya shukriya shukriya, o shukriya shukriya kabhi khaabon mein maine aa aa ke teri nind churaayi raaton mein kabhi uljhaaya kabhi suljhaaya teri julfon ko mulakaton mein teri julfon ko mulakaaton mein ho meri gustaakhiyon ko tune maaf liya meri gustaakhiyon ko tune maaf liya shukriya shukriya, o shukriya shukriya har waqt samaayi rehati thi maayusi meri nigaahon mein main bhatak jaata, main behek jata gir jata main inn raahon mein gir jata main inn raahon mein o mere saathi mujhe tune tham liya mere saathi mujhe tune tham liya shukriya shukriya, o shukriya shukriya maujon ne teri hi baatein ki taaron ne tera hi naam liya jab gulshan se huwa tera gujar phulon ne bhi daman tham liya phulon ne bhi daman tham liya o tune jaanejahaan dil mujhako diya tune jaanejahaan dil mujhako diya shukriya shukriya, o shukriya shukriya o mere bechain dil ko chain tune diya mere bechain dil ko chain tune diya shukriya shukriya, o shukriya shukriya