Mere Bas Kee Bat Jo Hotee - मेरे बस की बात जो होती
LYRICS:
Mere bas ki baat jo hoti
Main badali ban jaati
Badali ban kar nach dikhati
Neele neele ambar par
Kabhi barasati kheto par
Kabhi barasati mandar par
Boonde banakar barakhawali
Badali mein chhan jaati
Mere bas ki
Sukhe ped hare kar deti
Motiyon se jangal bhar deti
Kadi dhoop mein Chadar banakar
Duniya par tan jaati
Mere bas ki