SONG: Mere Bapu Se Ye Kehna Ki Tumhara Desh Rota Hai - मेरे बापू से ये कहना तुम्हारा देश रोता है

Mere Bapu Se Ye Kehna Ki Tumhara Desh Rota Hai - मेरे बापू से ये कहना तुम्हारा देश रोता है

LYRICS:
mere bapu se ye kahna tumhra desh rota hai tumhari kalpanao ka yaha par khun hota hai mere bapu se ye kahna watan ki tumne phulwari ko sicha khun se apne tumhari kalapanao ke adhure hai abhi sapne adhure hai abhi sapne tumhare kal ke satyug ka nahi abhash hota hai mere bapu se ye kahna niyat insan ki badli badhi irshya se barbadi sisak kar ro rahi dekho ahinsa or abadi ahinsa or abadi aniti naachti hai desh ka adarsh khota hai mere bapu se ye kahna pahan kar wastar ukhabi ke bane bahrupiye neta ahinsa na milti to yaha har aasra leta yaha har aasra leta tumhare nam ka bapu yaha vyopar hota hai mere bapu se ye kahna tumhra desh rota hai