SONG: Mere Aansuo Meri Hasrato - मेरे आसुओं मेरी हसरतो मेरी जिंदगी को ये क्या हुआ

Mere Aansuo Meri Hasrato - मेरे आसुओं मेरी हसरतो मेरी जिंदगी को ये क्या हुआ

LYRICS:
mere aasuon meri hasrato meri zindagi ko ye kya hua na hansi rahi na khushi rahi na jahaan mein apna koi raha na apna koi raha na apna koi raha tere dil pe maine sitam kiya teri har khushi ko mita diya teri muskurahat chhin kar tumhe aasuon me chhupa diya ye kya kiya ye kya kiya mere dil ki duniyaa jo lut gayi nahi isme teri koi khtaa tera pyar mera na ho saka ye hai dosh mere naseeb ka naseeb ka naseeb ka kahin aasra na jise mila use tune apna bana liya mujhe tujhse dil ki khushi mili mujhe tujhse dil ki khushi mili tujhe maine pyar ka gum diya ye kya kiya ye kya kiya bada khushnaseeb hai dil mera jise tere pyar ka gum mila gum mila mujhe tere gum se bhi pyar hai tere pyar hi ne ye gum diya gum diya gum diya