SONG: Meraa Sufi Ishq - मेरा सूफी इश्क

Meraa Sufi Ishq - मेरा सूफी इश्क

LYRICS:
mera sufi ishq hai maahiya mera sufi ishq hai maahiya mere husan se itra mahakta hai mere roop pe chand tarashta hai mahka musk hai maahiya mera sufi ishq hai maahiya main hawa, main fiza main ghata, main subah sabse mausham mein sajti rahi main hawa, main fiza main ghata, main subah sabse mausham mein sajti rahi geeli geeli jameen pe kiran ki tarah dhoop ban ke bikharti rahi geeli geeli jameen pe kiran ki tarah dhoop ban ke bikharti rahi firdaush hoon main madhosh hoon main mera ashq na choo firdaush hoon main madhosh hoon main mera ashq na choo mera sufi ishq hai maahiya mera sufi ishq hai maahiya dard main, main dawa main fakeeri tu aa aashmano se utri hoon main dard main, main dawa main fakeeri tu aa aashmano se utri hoon main kuch na mere bina main hoon rang-e heera do hatheli pe lagti rahun kuch na mere bina main hoon rang-e heera do hatheli pe lagti rahun main hoon mast malang na chadha mera rang tu hoga fanaa main hoon mast malang na chadha mera rang tu hoga fanaa mera sufi ishq hai maahiya mera sufi ishq hai maahiya mere husan se itra mahakta hai mere roop pe chand tarashta hai mahka musk hai maahiya mera sufi ishq hai maahiya maahiya.., maahiya.., maahiya.., maahiya..