SONG: Meraa Salaam Le Ja, Dil Kaa Payaam Le Ja - मेरा सलाम ले जा, दिल का पयाम ले जा

Meraa Salaam Le Ja, Dil Kaa Payaam Le Ja - मेरा सलाम ले जा, दिल का पयाम ले जा

LYRICS:
aha ha ha aha ha ha ha aha ha ha ha ha meraa salaam le ja mera salaam le ja, dil ka payam le ja ulfat ka jaam le ja udan khatole vaale rahi, udan khatole vaale rahi mera salaam le ja, dil ka payam le ja ulfat ka jaam le ja udan khatole vaale rahi, udan khatole vaale rahi la la la la la la la la ho la la la la la la la la ho udata havaao me, badal ke chhanv me kaun se gaanv me jayega tu udata havaao me, badal ke chhanv me kaun se gaanv me jayega tu niche jamin hain, duniya hasin hain dil ko yakin hain aayega tu niche jamin hain, duniya hasin hain dil ko yakin hain aayega tu hoy, mera salaam le ja, dil ka payam le ja ulfat ka jaam le ja udan khatole vaale rahi, udan khatole vaale rahi la la la la la la la la ho la la la la la la la la ho unchi udaan hai, palako pe jaan hai aage tufaan hain jaana kahi unchi udaan hai, palako pe jaan hai aage tufaan hain jaana kahi manjil bhi dur hai, himmat bhi chur hai aana jarur hai aaja yahi manjil bhi dur hai, himmat bhi chur hai aana jarur hai aaja yahi hoy, mera salam le ja, dil ka payam le ja ulfat ka jaam le ja udan khatole vaale rahi, udan khatole vaale rahi