SONG: Meraa Nam Abdul Rehman - मेरा नाम अब्दुल रहमान

Meraa Nam Abdul Rehman - मेरा नाम अब्दुल रहमान

LYRICS:
mera naam abdul rehman pishta wala main hu pathan khane wale ka dil hota gul gul wah re wah re wah wah mera naam abdul rehman pishta wala main hu pathan khane wale ka dil hota gul gul wah re wah re wah wah lo jee bhai sahab hamra pishta bahut achchha lo jee mem sahab hamra pishta nahi kacha kha ke dekho very very good mera charali badam pishta mera naam abdul rehman pishta wala main hu pathan khane wale ka dil hota gul gul wah re wah re wah wah abdul rehman ki main abdul rehmaniya abdul rehman ki main abdul rehmaniya yahi mera sona chaandi yahi meri duniya abdul rehman ki main abdul rehmaniya abdul rehman ki main abdul rehmaniya khush hu main chahe mujhe rakhe jis hal me khush hu main chahe mujhe rakhe jis hal me bangale me kothi me ya tuti phuti chal me bangale me kothi me ya tuti phuti chal me chaand hai ye mera main hu iski chandaniya abdul rehaman ki main abdul rehmaniya abdul rehaman ki main abdul rehmaniya hey abdul rehman hey abdul rehman hey abdul rehman abdul rehaman abdul rehaman mera naam abdul rehman pishta wala main hu pathan khane wale ka dil hota gul gul wah re wah re wah wah hindu khaye, muslim khaye, khaye sikh isayi mera pishta khane wale hindi bhayi bhayi mandir ho, masjid ho ya sikho ka gurudwara sabko allah ka ghar samjhe kabul ka banjara ye kabul ka banjara lo bhayi pishta lo, badam achchha maal aur sasta daam aani gani duniya fani baki hai allah ka naam mera naam abdul rehman pishta wala main hu pathan khane wale ka dil hota gul gul wah re wah re wah wah mera naam abdul rehman pishta wala main hu pathan khane wale ka dil hota gul gul wah re wah re wah wah