SONG: Meraa Naam Hai Mehmood Rehta Har Jagah Maujud - मेरा नाम हैं महमूद रहता हर जगह मौजूद

Meraa Naam Hai Mehmood Rehta Har Jagah Maujud - मेरा नाम हैं महमूद रहता हर जगह मौजूद

LYRICS:
mera naam hai mehmud rahta har jagah maujud peeta rahta hu bidi khata rahta hu amrud mera naam hai mehmud rahta har jagah maujud peeta rahta hu bidi khata rahta hu amrud mera naam hai mehmud langda mil jaye to uski taang tod du andha mil jaye to uski aankh fod du samne ho koi bhi banduk chhod du aunty ho ya uncle main gardan marod du main gardan marod du mera naam hai mehmud rahta har jagah maujud peeta rahta hu bidi khata rahta hu amrud mera naam hai mehmud koi mujhe lafanga kahta koi kahe mawali lekin main to gaata rahta bhajan aur kawali pith pe laade gadhe ka bojha kaun school jaye hum to maa ke pet se sari vidya sikh ke aaye ho sari vidya sikh ke aaye ae mera naam hai mehmud rahta har jagah maujud peeta rahta hu bidi khata rahta hu amrud mera naam hai mehmud jitne jahan me ullu ke patthe ho gaye sare ke sare wo kaha iktthe ho gaye kya ho gayi kahrab hain tabiyat aapki ya shaadi hai yaha pe koi mere baap ki are mere baap ki mera naam hai mehmud rahta har jagah maujud peeta rahta hu bidi khata rahta hu amrud mera naam hai mehmud rahta har jagah maujud peeta rahta hu bidi khata rahta hu amrud mera naam hai mehmud