SONG: Mera Wafao Ka Sila - मेरी वफाओ का सिला

Mera Wafao Ka Sila - मेरी वफाओ का सिला

LYRICS:
mera wafao ka sila tumne mujhko kya diya mera wafao ka sila tumne mujhko kya diya lut liya chain mera rona mujhe sikha diya lut liya chain mera rona mujhe sikha diya ishk ne mujhko kya diya mera wafao ka sila dil ko nahi jara sukun tum hi btaao kya karu tum hi btaao kya karu dil ki har ummid ko tumne kyo mita diya dil ki har ummid ko tumne kyo mita diya mera wafao ka sila dub gayi hai saukhiya kho gayi khamoshiya kho gayi khamoshiya main wo hi ban gayi hu jo tumne mujhe bana diya main wo hi ban gayi hu jo tumne mujhe bana diya mera wafao ka sila tumne mujhko kya diya mera wafao ka sila