SONG: Mera Swapn Bada Suhana - सपना बड़ा सुहाना

Mera Swapn Bada Suhana - सपना बड़ा सुहाना

LYRICS:
sapna bada suhana ho sapna bada suhana mera sapna bada suhana ho sapna bada suhana koi sapne me aakar jata madhur milan ka gana sapna bada suhana ho sapna bada suhana sapne me koi phulwari phuli phali har daali, daali sapne me koi phulwari phuli phali har daali, daali us bagiya me unka hota hardam aana jana us bagiya me unka hota hardam aana jana phir hum dono milkar gaate apna prem ka gana sapna bada suhana ho sapna bada suhana sakhi mile nain se nain nayanan kahe hirday se bain bain ne chhin liya sukh chain virah ki agni jalan laagi virah ki agni jalan laagi phir chali prem ki rel phir chali prem ki rel rel me hua humara mel rel me hua humara mel mel me lage khel me khel mel me lage khel me khel khelte khel sakhi main jaagi mila mohan manmana sapna bada suhana ho sapna bada suhana mera sapna bada suhana ho sapna bada suhana