SONG: Mera Saaya Sath Hoga (2) - मेरा साया साथ होगा

Mera Saaya Sath Hoga (2) - मेरा साया साथ होगा

LYRICS:
tu jaha jaha chalega, mera saaya, saath hoga tu jaha jaha chalega, mera saaya, saath hoga mera saaya, mera saaya mera saaya, mera saaya kabhi mujhko yaad karke, jo bahenge tere aansu kabhi mujhko yaad karke, jo bahenge tere aansu to vahi pe rok lenge, unhe aake mere aansu tu jidhar ka rukh karega, mera saaya, saath hoga tu jaha jaha chalega, mera saaya, saath hoga mera saaya, mera saaya mera saaya, mera saaya tu agar udaas hoga, to udaas rahugi main bhi tu agar udaas hoga, to udaas rahugi main bhi najar aau ya na aau tere paas rahugi main bhi tu kahi bhi ja rahega, mera saaya sath hoga tu jaha jaha chalega, mera saaya, saath hoga mera saaya, mera saaya mera saaya, mera saaya