SONG: Mera Rutha Balam Ho Mera Rutha Sajan - मेरा रूठा बलम हो मेरा रूठा साजन

Mera Rutha Balam Ho Mera Rutha Sajan - मेरा रूठा बलम हो मेरा रूठा साजन

LYRICS:
mera rutha balam ho mera rutha sajan mera rutha balam ho mera rutha sajan apne ruthe balam apne ruthe sajan ko manaungi mera rutha balam ho mera rutha sajan ha kabhi machlungi nas nas me bankar umang kabhi nachungi hariday ki dhadkan ke sang kabhi nachungi hariday ki dhadkan ke sang mai to nachungi mai to nachungi gane sunaungi apne ruthe balam apne ruthe sajan ko manaungi mera rutha balam ho mera rutha sajan kabhi sharmake kabhi sharmake najre bachaungi mai kabhi sharmake najre bachaungi mai kabhi chup chup ke kabhi chup chup ke chup chup ke julf laharau mai kabhi naino se kabhi naino se naina milaungi apne ruthe balam apne ruthe sajan ko manaungi mera rutha balam ho mera rutha sajan mujhe in par bhi apna na janenge wo kisi surat se bhi jab na manenge wo unke charno pe unke charno pe shish nawaungi apne ruthe balam apne ruthe sajan ko manaungi mera rutha balam ho mera rutha sajan