SONG: Mera Ram Chala Banwas - मेरा राम चला बनवास

Mera Ram Chala Banwas - मेरा राम चला बनवास

LYRICS:
ujadi maa ke man ki ayodhyaa tuti har ek aas re mera raam chala banwaas re ujadi maa ke man ki ayodhyaa tuti har ek aas re mera raam chala banwaas re ujadi maa ke man ki ayodhyaa kar gayo mora aangan suna sune kar gayo dwaar ho sune kar gayo dwaar jab tuti mamta ki dhira jab tuti mamta ki dhira ro ro kar bole dhar haay mera raam chala banwaas re ujadi maa ke man ki ayodhyaa tuti har ek aas re mera raam chala banwaas re ujadi maa ke man ki ayodhyaa dhukhiyaran ke ho gaye bairi dharti aur paatal ho dharti aur paatal mujh bebas ka jor chale na mujh bebas ka jor chale na kismat chal gayi chaal haay mera raam chala banwaas re ujadi maa ke man ki ayodhyaa tuti har ek aas re mera raam chala banwaas re ujadi maa ke man ki ayodhyaa