SONG: Mera Qarar Leja, Mujhe Beqarar Kar Ja - मेरा करार ले जा, मुझे बेक़रार कर जा

Mera Qarar Leja, Mujhe Beqarar Kar Ja - मेरा करार ले जा, मुझे बेक़रार कर जा

LYRICS:
mera qarar le jaa, mujhe beqarar kar jaa dam bhar to pyaar kar jaa mera qarar le jaa, mujhe beqarar kar jaa dam bhar to pyaar kar jaa meri zindagi ki raate aa dard se basa de meri zindagi ki raate aa dard se basa de dil soz se hai khaali ik aag si laga de meri khusi ka daman aa taar taar kar jaa dam bhar to pyaar kar jaa mera qarar le jaa, mujhe beqarar kar jaa dam bhar to pyaar kar jaa chhayi hui ghata me jaise chupa ho pani chhayi hui ghata me jaise chupa ho pani tujhme chhupi hui hai meri bhi zindgaani main to hun paas tere aitbaar kar jaa dam bhar to pyaar kar jaa mera qarar le jaa, mujhe beqarar kar jaa dam bhar to pyaar kar jaa mera qarar le jaa, mujhe beqarar kar jaa dam bhar to pyaar kar jaa