SONG: Mera Pyaar Haar Gaya Haay Re - मेरा प्यार हार गया हाय रे

Mera Pyaar Haar Gaya Haay Re - मेरा प्यार हार गया हाय रे

LYRICS:
ro rahi hain hasarate milna bahut dushvaar hai iss taraf mai uss taraf too darmiya divaar hai mera pyaar haar gaya haay re maangi khushi duhkh paaye re koi kahan ab jaaye re mera pyaar haar gaya haay re baras rahi hain aankh se chham chham baras rahi hain aankh se chham chham bin badal barsate ojhal ho gaya chaand najar se naagin ban gayi raate haay nagin ban gaayi raate dil baar baar ghabaraaye re maangi kushi duhkh paaye re koi kahan ab jaaye re mera pyaar haar gaya haay re be-par hu mai paas tumhaare be-par hu mai paas tumhaare kaise ud kar jaaun sar takara kar iss pinjare se mai na kahin mar jaau haay mai na kahin mar jaau roye nain chain nahi aaye re maangi kushi duhkh paaye re koyi kahan abb jaaye re mera pyaar haar gaya haay re