SONG: Mera Piya Na Aaye - मेरा पिया ना आये सरकारे रे सरकारे रे

Mera Piya Na Aaye - मेरा पिया ना आये सरकारे रे सरकारे रे

LYRICS:
mera piya na aaye sarkaye re sarkaye re mera piya na aaye sarkaye re sarkaye re dil roye roye rah jaye re jaye re mera piya dil roye roye rah jaye re jaye re mera piya mera piya na aaye sarkaye re sarkaye re mera piya na aaye sarkaye re sarkaye re kyo bulbul geet sunaye re kyo baag mein aag lagaye re kyo bulbul geet sunaye re kyo baag mein aag lagaye re mere jiya se nikale haye haye re kyo bulbul geet sunaye re kyo baag mein aag lagaye re haye re haye mera piya haye mera piya na aaye sarkaye re sarkaye re mera piya na aaye sarkaye re sarkaye re kyo dil mein dilbar aaye kyo soye dard jagaye kyo dil mein dilbar aaye kyo soye dard jagaye kyo nain neer bhar aaye haye re mera piya haye re mera piya mera piya na aaye sarkaye re sarkaye re mera piya na aaye sarkaye re sarkaye re koi dil na kisi se lagaye na apni nind gawaye koi dil na kisi se lagaye na apni nind gawaye dil deke kahi dil paye haye re mera piya dil deke kahi dil paye haye re mera piya mera piya na aaye sarkaye re sarkaye re mera piya na aaye sarkaye re sarkaye re dil roye roye rah jaye re jaye re mera piya dil roye roye rah jaye re jaye re mera piya mera piya na aaye sarkaye re sarkaye re mera piya na aaye sarkaye re sarkaye re