SONG: Mera Mahbub Aayega, Khak Me Tujhe Milayega - मेरा महबूब आयेगा, खाक़ में तुझे मिलायेगा

Mera Mahbub Aayega, Khak Me Tujhe Milayega - मेरा महबूब आयेगा, खाक़ में तुझे मिलायेगा

LYRICS:
yeh lo yeh lo, ai le le aaja aa aa mera mehbub aayega khak me tujhe milayega muhabbat karne valo ko juda tu kar na payega mera mehbub aayega khak me tujhe milayega muhabbat karne valo ko juda tu kar na payega mera mehbub aayega muhabbat aisi aandhi hai jo roke se nahi rukti muhabbat aisi aandhi hai jo roke se nahi rukti kisi ke samane aaye kabhi ulfat nahi jhukti teri aukat kya hai jo mujhe tu aajmaayega mera mehbub aayega khak me tujhe milayega muhabbat karne valo ko juda tu kar na payega mera mehbub aayega jamin kya aasman tak bhi meri aavaj aayegi jamin kya aasman tak bhi meri aavaj aayegi koyi divar duniya ki use na rok payegi woh aake teri hasti mitayega teri basti mitayega mera mehbub aayega khak me tujhe milayega muhabbat karne valo ko juda tu kar na payega mera mehbub aayega khak me tujhe milayega muhabbat karne valo ko juda tu kar na payega mera mehbub aayega