SONG: Mera Kasoor Kya Hai - मेरा कसूर क्या

Mera Kasoor Kya Hai - मेरा कसूर क्या

LYRICS:
dar dar ki thokro mujhe itna bata do mera kasur kya hai mera kasur kya hai dar dar ki thokro bijli mere chaman pe firi hai to kisliye itni badi ye saja mili hai to kisliye mujhko to kuch khabar nahi tum hi kuch kaho dar dar ki thokro mujhe itna bata do mera kasur kya hai mera kasur kya hai dar dar ki thokro usne mujhe banaya tha apne gale ka har mai uska eitbar thi wo mera eitbar kyu aaj kah raha hai wahi dur jake ro dar dar ki thokro mujhe itna bata do mera kasur kya hai mera kasur kya hai dar dar ki thokro mera kasur ye hai ke mai bekasur jiska gunah nam hai us saye se dur hu fir kisliye ye hukam gunaho ke daag dho dar dar ki thokro mujhe itna bata do mera kasur kya hai mera kasur kya hai