SONG: Mera Jiya Ghabraye Tere Chote Se Ganv Me - मोरा जिया घबराये तेरे छोटे से गाँव में

Mera Jiya Ghabraye Tere Chote Se Ganv Me - मोरा जिया घबराये तेरे छोटे से गाँव में

LYRICS:
o mora jiya ghabraye uf mora jiya ghabraye tere chote se ganv me bambai ki sair kara de balam mohe bambai shahar dikha de na na na na na na o mora jiya ghabaraye tere chote se ganv me bambai ki sair kara de balam mohe bambai shahar dikha de tere is chote se ganv me na moter na rel ghas fus ki jhopadi me katu jiwan rel balam is jel se chhuda de balam is jel se chhuda de dhua gadi pe baitha de chuk chuk chuk chuk pahuncha de o mora jiya ghabraye tere chote se ganv me bambai ki sair kara de balam mohe bambai shahar dikha de n na na are waha dhan par rashan gori kaodo pe santhan kamro par pagadi ka ragada kamro par pagadi ka ragada pani bikata mol waha le log hai rangile chup chil chanile bhola jiya bharma de ho mera kaha man mat kar guman gori bambai ki bat bhula de balam mohe bambai shahar dikha de are kya kihki karm ki rekha haye ab tak na snima dekha ab tak na cinema dekha kaisa tha sawan aaya re kaisi thi chandr lekha ab tak na cinema dekha o mere ladale balam tohe ram ki kasm jo paati ki chat khila de haye tere chote ganv me bambai ki sair kara de balam mohe bambai shahar dikha de ghas fus ki jhopdi meri jamna nadi kinare chand aur suraj aur ye sitare jiske aage bambai tera pada pada jhak mare ho gori ye chandni rate aur pyar ki bate jara ghunghat ki aur muska de ho mera kaha man mat kar guman gori bambai ki bat bhula de balam mohe bambai shahar dikha de