SONG: Mera Janam Kisi Ko Rulaaye Naa, Meri Laaj Ko Aaj Bacha Lena - मेरा जन्म किसी को रुलाये ना, मेरी लाज को आज बचा लेना

Mera Janam Kisi Ko Rulaaye Naa, Meri Laaj Ko Aaj Bacha Lena - मेरा जन्म किसी को रुलाये ना, मेरी लाज को आज बचा लेना

LYRICS:
naari ke sat partaap ko devo ne jab mana kyu na galega fir pal bhar ye lohe ka dhana mera janam kisi ko rulaye na meri laaz ko aaj bacha lena mera janam kisi ko rulaye na meri laaz ko aaj bacha lena bhagwan abhi mai thari hu aur maat pita ki pyari hu maat pita ki pyari hu bhagwan abhi mai thari hu aur maat pita ki pyari hu maat pita ki pyari hu koi unpar aanch lagaye na mera janam kisi ko rulaye na meri laaz ko aaj bacha lena mera janam kisi ko rulaye na meri laaz ko aaj bacha lena jab janam diya to hasne do mujhko bhi jag me basne do jab janam diya to hasne do mujhko bhi jag me basne do mujhko bhi jag me basne do man jiska pachtaye na meri laaz ko aaj bacha lena mera janam kisi ko rulaye na meri laaz ko aaj bacha lena man me aagh lagi naino se aankho thale thal ra loh gal gal ja meri haar mujhe tadpaye na meri laaz ko aaj bacha lena mera janam kisi ko rulaye na meri laaz ko aaj bacha lena