SONG: Mera Gadha Gadho Ka Leader - मेरा गधा गधों का लीडर

Mera Gadha Gadho Ka Leader - मेरा गधा गधों का लीडर

LYRICS:
mera gadha gadho ka leader kahta hai ke dilli jakar sab mange apni kaum ki mai manwa kar aaunga nahi to ghas naa khaunga mera gadha gadho ka leader kahta hai ki dilli jakar sab mange apni kaum ki mai manwa kar aaunga nahi to ghas naa khaunga mera gadha gadho ka leader sabse pahli mang hamari dhobhi raz hata do sabse pahli mang hamari dhobhi raz hata do ab na sahenge danda chahe fansi par latka to agar na mani sarkar kiya inkar to u n o tak jaunga nahi to ghas naa khaunga mera gadha gadho ka leader duji mang ki jat hamari mehnat karne wali duji mang ki jat hamari mehnat karne wali phir kyu ye insan gadhe ka naam samjhte gali na badla ye dastur to ho majbur mai in par case chalaunga nahi to ghas naa khaunga mera gadha gadho ka leader tiji mang hamari hamko dedo ek ek quarter tiji mang hamari hamko dedo ek ek quarter hafte me ek bar ghash ke badle mile tamatar agar kar do ye ehsan o meri jan duaye deta jaunga kabhi na dilli aaunga mera gadha gadho ka leader kahta hai ki dilli jakar sab mange apni kaum ki mai manwa kar aaunga nahi to ghas naa khaunga mera gadha gadho ka leader